Ae Kaliyug he lala, natak ajeeb chalay,
Karm to ho rahe neeche, upar dharm dikhay
Haathon mein ho lalach, zabaan pe Ram naam,
Dil mein ho dhokha, par chehre pe shaant gram.
Bhakti ka status daalein, jaise ho sab se pavitra,
Par kaam ho aise, jaise paap ho sabse mitra.
Sach se door bhaagein, par gyaan ki baatein karein,
Apne hi rang mein, har roop ko dhoke se bharein.
Lala, yeh kaliyug hai, yahaan sab kuch ulta chalta,
Jo jitna jhootha hai, woh utna sach ka dasta
ટિપ્પણીઓ નથી:
ટિપ્પણી પોસ્ટ કરો